Friday, 19 September 2014

Allah Ta'ala ki narazgi ki alamat

Allah Ta'ala ki narazgi ki alamat
Ghor Karen Kiya Hum kisi Ase Kam Me To Mashghool Nahen Ager Nahe To Allah Ka Shuker Adad Karen Or Ager Aesa He To Allah Tala Se Toba Karen Astaghfar Ki Kasrat Karen Or Sadqah Karen Kisi Musalman K Jaiz Kam Me Us Ki Madad Karen Allah Tala Hum Sub Ko Apni Narazgi Se Bachay

Namaz Ki Rakaten

Namaz Ki Rakaten

Je Han Her Kam Se Pehle Ye Kam Karen Jo Kerne Ka Kam He Namaz Jo Hum Musalmanon Per Farz He Is Ki Pabandi Karen Allah Tala Moghe Or Aap Sub Ko Bhe Panchon Time Ka Namazi Banade Aakhrat me Sub Se Pehle Namaz Ka Hisab Ho Ga Namaz Perhho Is Se Rizq Me Barkat Or Kushadgi Ay Gi

Hazrat Luqman Ki Naseehat

Hazrat Luqman Ki Naseehat
Be Shak Asal To Iman He Iman Banate banate Zindagi Guzar Jati He Lekin Iman Jate Time Nahe Lagta Bus Koch Alfaz Zuban Se Nikle Howe Ya Koi Aesa Gunah Jis Se Iman baqi Nahe Rehta Allah Tala Hum Sub Ko Apne Or Dosron K Iman Ki Hifazt Kerne Wala Banay.

Thursday, 4 September 2014

GAZA Laho Beh Raha He

GAZA Laho Beh Raha He
Kab Tak Laho Behta Rahe Ga Kabtak Musalman To Sota Rahega Ye Tere Apne Hen Musalman

Ye Kon Se Insaneyat He Aakhir Koi To Aawaz Uthay In Mazlom Musalmano K Liye Pakistan K Musalmano Tum Kis Bat Ka Ahtajaj Kerte Ho Kis Bat Ka Dharna De Ker Bethe Ho Khuda K Liye Ager Ahtajaj Kerna He To In Mazlomon K Liye Karo

Kash Koi Hath To In Mazlomon K Liye Uthe Hote

Hamare Behen Bhai Madad Ka Intazar Ker Rahe Hen

Lekin Musalman To Ghaflat Ki Neend So Chuka He Ab To Allah He In Ko Bedar Kersakta He Ya Allah Hamen Ghaflat Ki Neend Se Uthade Aameen

Fazeelat Hazrat E Umer Faroq RZ

Fazeelat Hazrat E Umer Faroq RZ
Hazrat Umar RZ Wo Sahabi Hen Jis K Bare Me Aap Ne Farmaya K Ager Mere Bad Koi Nabi Hota To Umar Hota RZ

Her Sahabi Se Mohabat Rakho Aap Ne Farmaya Mere Sahaba Sitaron Ki Manind Hen Jis K Tareqe Ko apnao Ge Kamyab Ho Jaoge

Hazrat Umer Faroq RZ

Hazrat Umer Faroq RZ
Ye He Insaf Kiya Aaj K Hukumranon Se Ye Tawaqu Ker Sakte Hen Kash Koi Mulke Pakistan Me Bhe Hazrat Umar RZ Jesa Musalman Hukumran Aajay Lekin Ye Umeed Kerna Bekar He Is Liye K Hamare Aamal Is Qabil Nahe 

Jo Insaf Pasand Hukumran Mile Han Doston Jab Tak Hum Khud Nek Nahe Banege Us Waqat Tak Nek Hukumran Nahe Mile Ga Hukumat Zalim Nahe Hoti Insan Khud apne Oper Zulm Kerta He 

Ayatul Kursi

Ayatul Kursi
Ayatul Kursi  Ki Bohot Fazeelat Wale Aayat He Jiske Perhne K Fawayd Be Shumar Hen Wese To Sara Quran He Faydah Dene Wala He Or Is Ki Her Aayat Afzal He Lekin Jis Terhan Insan K Jism Me Kuch Azlat Ahmeyat Rakhte Hen Thek Us Terhan Ayatul Kursi Ko Quran Ki Fazeelat Wale Aayat Me Shumar Hota He